Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMubarak Begam
HomeMubarak Begam
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aankhon aankhon mein har ik raat guzar jaati hai aankhon aankhon mein har ik raat guzar jaati hai tum nahin aate ho to yaad bhi kyun aati hai aankhon aankhon mein har ik raat guzar jaati hai hum khayaalon mein bulaa lete hain aksar tumko hum khayaalon mein bulaa lete hain aksar tumko jab tabeeyat zaraa tanhaayi se ghabraati hai jab tabeeyat zaraa tanhaayi se ghabraati hai aankhon aankhon mein har ik raat guzar jaati hai har ek aahat pe yun hum chaunk utha karte hain har ek aahat pe yun hum chaunk utha karte hain jis tarah bijli ghataon mein chamak jaati hai tum nahin aate ho to yaad bhi kyun aati hai aankhon aankhon mein har ik raat guzar jaati hai
Bahut Khoobsurat Hai Aankhein
dard e dil dard e wafa dard e tamanna kya hai aap kya jane mohabbat ka takaza kya hai oo oo ooo bemuravat bewafa begana e dil aap hain bemuravat bewafa begana e dil aap hain aap maane ya na maane mere qatil aap hain bemuravat bewafaa aap se shikwa hai mujh ko gair se shikwa nahin aap se shikwa hai mujh ko gair se shikwa nahin janti hoon dil mein rakh le ne ke kabil aap hain bemuravat bewafaa saans leti hoon to yun mehsoos hota hai mujhe saans leti hun to yun mehsoos hota hai mujhe jaise mere dil ki har dhadkan mein shamil aap hain bemuravat bewafaa ghum nahin jo lakh tufanon se takrana pade ghum nahin jo lakh tufanon se takrana pade main wo kashti hoon ki jis kashti ke sahil aap hain bemuravat bewafa begana e dil aap hain aap maane ya na maane mere qatil aap hain bemuravat bewafaa
chah karni thi chah kar baithe zindagi hum tabaah kar baithe ishq kyun khamkhaah kar baithe zindagi hum tabaah kar baithe ishq kyun khamkhaah kar baithe na asar aansuon na aanhon mein na asar aansuon na aanhon mein lut gaye hum wafa ki raahon mein lut gaye hum wafa ki raahon mein ek patthar se chaah kar baithe zindagi hum tabaah kar baithe chah karni thi chah kar baithe ho gaye hum gali gali ruswaa ho gaye hum gali gali ruswaa ishq gar hai gunaah aye duniya ishq gar hai gunaah aye duniya ab to hum ye gunaah kar baithe zindagi hum tabaah kar baithe ishq kyun khamkhaah kar baithe ab na duniya mein kuchh raha apna ab na duniya mein kuchh raha apna maut kar degi faisla apna maut kar degi faisla apna zindgi se nibaah kar baithe zindagi hum tabaah kar baithe chah karni thi chah kar baithe hum nakaabil the unki hasti ke hum nakaabil the unki hasti ke hum the baase gareeb basti ke hum the baase gareeb basti ke chaand par kyun nigaah kar baithe zindagi hum tabaah kar baithe
daal di maine jal thal mein naiyya jagna ho to jogo khiwaiyya jagna ho to jogo khiwaiyya devta tum ho mera sahaara maine thama hai daaman tumhara maine thama hai daaman tumhara aaaaa aaaa aaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaaaa aaaaaaaaaa aaaa aaaaaaaa aaaaa thaam lo apni radha ko bhagwan ruk naa jaaye kahin dil ki dhadkan ye naa kehne lage koi birhan munh chhupaa kar sanwariyaa ne maara munh chhupaa kar sanwariyaa ne maara devta tum ho mera sahaara devta tum ho mera sahaara maine thama hai daaman tumhara devta tum ho mera sahaara maine thama hai daaman tumhara mere nainon ko tum aise paaye do ghadi mujhko neendiya naa aaye meri aankhon se aankhen ladaaye doobta hai savere ka tara doobta hai savere ka tara devta tum ho mera sahaara devta tum ho mera sahaara maine thama hai daaman tumhara ooooo oooo ooooo ooooo ooooooo ooooo oooo ooooo oooooo rain bhaari hai gehra andheraaaaa haath le lo tum haathon mein meraaaa rain
ek hi rishta maa ka jag mein baaki rishte jhoote rishte jhoote ek hi rishta maa ka jag mein baaki rishte jhoote rishte jhoote maa ki mamta ladi preet ki maa ki mamta ladi preet ki ye kabhi na toote baaki rishte jhoote rishte jhoote ek hi rishta maa ka jag mein baaki rishte jhoote rishte jhoote maa ki meethi lori sun kar neend mein bachpan khele maa ki meethi lori sun kar neend mein bachpan khele maa ki aankh se amrit barse maa ki aankh se amrit barse maa ka saath na chhoote baaki rishte jhoote rishte jhoote ek hi rishta maa ka jag mein baaki rishte jhoote rishte jhoote maa jhoole ki dor pakad kar maange laakh duayen maa jhoole ki dor pakad kar maange laakh duayen maa se bichhde wo hi abhagaaaa maa se bichhde wo hi abhaaga jiski kismat phoote baaki rishte jhoote rishte jhoote ek hi rishta maa ka jag mein baaki rishte jhoote rishte jhoote
farishton ki nagari mein main aa gaya hoon main aa gaya hoon farishton ki nagari mein main aa gaya hoon main aa gaya hoon ye raanaaiyaaan dekh chakra gaya hoon main aa gaya hoon main aa gaya hoon yahan basane waale bade hi niraale bade sidhe saade bade bhole bhaale pati patni mehnat se karte hain kheti to daada ko poti sahaara hai deti yahaan shirin farahaad kandha mila kar hain le aate teelon se nadiyaan baha kar ye chaandi ki nadiyaan bahe jaa rahi hain kuchh apni zubaan mein kahe ja rahi hain farishton ki nagari mein main aa gaya hoon main aa gaya hoon kanhaiya chala dhor ban mein charaane to raadha chali saath bansi bajaane baji baansuri neer aankhon se chhalka mujhe ho gaya hai nasha halka halka parinde mere saath gaane lage hain ishaaron se baadal bulaane lage hain hasin dekh kar muskuraane lage hain kadam ab mere dagmagaane lage hain farishton ki nagari mein main aa gaya hoon main aa gaya hoon ye raanaaiyaaan dekh chakra gaya hoon main aa gaya hoon main aa
ghir ghir aaye badarwa kaare ghir ghir aaye badarwa kaare rang bhare ras bhare pyaare pyaare rang bhare ras bhare pyaare pyaare ghir ghir aaye badarwa kaare ghir ghir aaye badarwa kaare chali nashe mein choor hawaayein masti se bharpoor hawaayein chali nashe mein choor hawaayein masti se bharpoor hawaayein machal machal kar bijli chamke machal machal kar bijli chamke jyun naina matvaare ghir ghir aaye badarwa kaare chaaron or hai khushi ka mela raha na jaaye aaj akela chaaron or hai khushi ka mela raha na jaaye aaj akela baar baar mera man soona baar baar mera man soona kis ko aaj pukaare ghir ghir aaye badarwa kaare ghir ghir aaye badarwa kaare
Tumhaara Dil Mere Dil Ke Baraabar Ho Nahin Sakta, Wo Sheesha Ho Nahin Sakta Ye Patthar Ho Nahin Sakta, Hum Haal E Dil Sunaayenge Suniye Ki Na Suniye Hum Haal E Dil Sunaayenge
itne kareeb aa ke bhi kya jaane kis liye itne kareeb aa ke bhi kya jaane kis liye kuchh ajnabee se aap hain kuchh ajnabee se hum kuchh ajnabee se aap hain wo ek baat jo thi fakat aapke liye wo ek baat jo thi fakat aapke liye wo ek baat keh na sake aap hi se hum wo ek baat keh na sake aap hi se hum kuchh ajnabee se aap hain aisi to koi qaid nahin dil ki baat par aisi to koi qaid nahin dil ki baat par aapas ki baat hai to daren kyun kisi se hum kuchh ajnabee se aap hain tum door ho to maut bhi aaye na humko raas tum door ho to maut bhi aaye na humko raas tum paas ho to jaan bhi de den khushi se hum kuchh ajnabee se aap hain maut ek beham aur haqeeqat hai zindagi ek doosre ko magenge is zindagi se hum ek doosre ko magenge is zindagi se hum ek doosre ko magenge
jab ishq kahin ho jata hai tab aisi haalat hoti hai mehfil mein ji ghabrata hai tanhai ki aadat hoti hai aaaaaa aaaaaa aaaaa ye ishq chhupaye chhup na saka ye ishq wo chalta jaadu hai haye kuchh hosh nahin rehte kayam is ishq pe kiska kaabu hai hain ishq mein pecho hum itne goya mehboob ka gesu hai har janib failti jaati hai is ishq ki aisi khushbu hai chehre se ayaan ho jati hai kya cheez mohabbat hoti hai mehfil mein ji ghabrata hai tanhai ki aadat hoti hai hoooo awwal to kabhi neend aati nahin aati hai to khwab sataate hain dasti hain judaai ki ghadiyaan tanhaayi ke din tadpaate hain haa aaaaa aaaaa aaaaa ghutta hai gala rukta hai ye dam aansu ke diye tharraate hain sapnon mein wo milne aate hain ghum deke chale bhi jaate hain har roz ye mele hote hain har roz kayaamat hoti hai mehfil mein ji ghabrata hai tanhai ki aadat hoti hai hoooo aaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aankhon mein hain lakhon afsaane khamosh hain lab wo manzil hai har saans mein lakhon toofan hain
kabhi tanhaaiyon mein yun humaari yaad aayegi kabhi tanhaaiyon mein yun humaari yaad aayegi andhere chhaa rahe honge ke bijali kaundh jaayegi andhere chhaa rahe honge ye bijali raakh kar jaayegi tere pyaar ki duniyaa ye bijali raakh kar jaayegi tere pyaar ki duniyaa naa phir tu jee sakega aur naa tujhko maut aayegi kabhi tanhaaiyon mein yun humaari yaad aayegi andhere chhaa rahe honge ke bijali kaundh jaayegi andhere chhaa rahe honge
wafaaon ka aalam mitne laga hai mohabbat ka dam phir ghutne laga hai main to ho gayi re badnaam lete lete tera naam main to ho gayi re badnaam lete lete tera naam sawariya kisko doon ilzaam sawariya kisko doon ilzaam main to ho gayi re badnaam lete lete tera naam sawariya kisko doon ilzaam sawariya kisko doon ilzaam ye dil to tera deewana hai chahat se bhara paymana hai itna bhi mujhe maloom nahin itna bhi mujhe maloom nahin apna hai ya begana hai main to ho gayi re badnaam lete lete tera naam sawariya kisko doon ilzaam sawariya kisko doon ilzaam ik teer jigar ke paar hua aur dard gale ka haar hua kuchh haal ajab sa hai dil ka kuchh haal ajab sa hai dil ka jab se tera deedaar hua main to ho gayi re badnaam lete lete tera naam sawariya kisko doon ilzaam sawariya kisko doon ilzaam bhoole se muhabbat kar baithe ye kaisi qayamat kar baithe dil hum se bagawat kar baitha dil hum se bagawat kar baitha hum dil se bagawat kar baithe main to ho gayi re badnaam lete lete tera
mere aansuon pe na muskura kayi khwaab the jo machal gaye mere dil ke sheesh mahal mein phir lo charaag yaadon ke jal gaye mere aansuon pe na muskura aaaaaaa mera koi tere siwa nahin mere ghum ki koi dawa nahin mera koi tere siwa nahin mere ghum ki koi dawa nahin mere ghum ki koi dawa nahin mujhe tumse koi gilaa nahin tum badal gaye to badal gaye mere aansuon pe na muskura aaaaaaa wohi waadiyaan wohi raaste wohi manzaren wohi marhale wohi waadiyaan wohi raaste wohi manzaren wohi marhale wohi manzaren wohi marhale magar ab nazar mein jo tum nahin wo hazaar jalwe pighal gaye mere aansuon pe na muskura kayi khwaab the jo machal gaye mere dil ke sheesh mahal mein phir lo charaag yaadon ke jal gaye mere aansuon pe na muskura aaaaaaa
mujhko apne gale laga lo aye mere humraahi mujhko apne gale laga lo aye mere humraahi tumko kya batlaaun main ke tumse kitnaa pyaar hai mujhko apne gale laga lo aye mere humraahi tumko kya batlaaun main ke tumse kitnaa pyaar hai mujhko apne gale laga lo jab tum mujhse door rehte ho jiya mera ghabraata hai neend aankhon se udd jaati hai chaand agan barsaata hai dono pehlu jal jaata hain aag mein aag lagaata hai jaise tadpe bin jal machchhali pyaar mujhe tadpaata hai pyaar mujhe tadpaata hai iss uljhan se mujhko bacha lo aye mere humraahi tumko kya batlaaun main ke tumse kitnaa pyaar hai mujhko apne gale laga lo aye mere humraahi tumko kya batlaaun main ke tumse kitnaa pyaar hai mujhko apne gale laga lo jinn raahon par hans ke chalo tum phool wahaan khil jaate hain dam lene ko jahaan ruko tum madhushaale ban jaate hain tum ko chhoo kar pawan jhakore khushboo le kar jaate hain lekin hum to dekh ke soorat dil thaame reh jaate hain dil thaame reh jaate hain dil se dil
ye raat kitni tamanna saath laayi hai gazab khuda ka sitamgar ko neend aayi hai neend udd jaaye teri chain se sone waale neend udd jaaye teri chain se sone waale ye duwa maangte hain nain ye rone waale neend udd jaaye teri maine kiya in zulfon ka saaya tere liye aankhon mein kaajal lagaaya dil ne dhadak ke di aawaazein tujhe nahin aana tha tu nahin aaya meri aankhon ke kaajal ko meri aankhon ke kaajal ko ashq hain dhone waale neend udd jaaye teri chain se sone waale neend udd jaaye teri maine ki hain jafaayen mujhse kyun hon wafaayen lag gayi mujhko mere pyaar ki badduayen tu wafaa karta hum to the tu wafaa karta hum to the bewafaa hone waale neend udd jaaye teri chain se sone waale ye duwa maangte hain nain ye rone waale neend udd jaaye teri koi tujhpe tohmat dharne nahin di dil ko shikaayat karne nahin di kar liya dil ka khoon bhi humne aankh sitamgar bharne nahin di aaj lekin na maanenge aaj lekin na maanenge royenge rone waale neend udd jaaye teri chain se sone
nigahon se dil mein chale aaiyega nigahon se dil mein chale aaiyega nigahon se dil mein chale aaiyega chale aaiyega na sharmaaiyega chale aaiyega na sharmaaiyega nigahon se dil mein chale aaiyega dil ko kisi ke jalaana bura hai shamma ko jalaa ke bhujhaana bura hai dil ko kisi ke jalaana bura hai shamma ko jalaa ke bhujhaana bura hai tadapta hai dil ab na tadpaiyega na tadpaaiyega nigahon se dil mein chale aaiyega chale aaiyega na sharmaaiyega nigahon se dil mein chale aaiyega zara dil ki duniya mein aa ke to dekho nazar se nazar ko mila ke to dekho zara dil ki duniya mein aa ke to dekho nazar se nazar ko mila ke to dekho agar dil lagaane chale jaiyega na sharmaaiyega nigahon se dil mein chale aaiyega chale aaiyega na sharmaaiyega nigahon se dil mein chale aaiyega
aa aa aaaa aaaa aaaa aa aa aaaa aaaa saaqiyaa ek jaam wo bhi to de saaqiyaa ek jaam wo bhi to de jo teri aankh se chhalakta hai saaqiyaa saaqiyaa saaqiyaa jo bhari hai teri suraahi mein daur uska to roz chalta hai saaqiyaa ek jaam wo bhi to de jo kharidaar honge sasti ke wo kahin aur ladkhada lenge jo kharidaar honge sasti ke wo kahin aur ladkhada lenge hum talabgaar us sharaab ke hain rind pee kar jise sanwarta hai hum talabgaar us sharaab ke hain rind pee kar jise sanwarta hai saaqiyaa ek jaam wo bhi to de apni duniya alag hai duniya se humko kya waasta zamaane se apni duniya alag hai duniya se humko kya waasta zamaane se jab zamaane mein raat hoti hai peene waalon ka din nikalta hai jab zamaane mein raat hoti hai peene waalon ka din nikalta hai saaqiyaa ek jaam wo bhi to de
toone teri nazar ne to kaafir banaa diya mujhe kaafir banaa diya hans kar rula diya kabhi ro kar hansa diya kabhi ro kar hansa diya toone teri nazar ne kadmon ki aahten hain bahaaron ke baadshah bahaaron ke baadshah kadmon ki aahten hain bahaaron ke baadshah bahaaron ke baadshah veeraan ghar ko aapne jannat banaa diya inhe jannat banaa diya toone teri nazar ne dil tha bujha bujha badi bekaif thi haya badi bekaif thi haya dil tha bujha bujha badi bekaif thi haya badi bekaif thi haya laila tera karam mujhe majnu banaa diya mujhe majnu banaa diya toone teri nazar ne main bhi zamin bhi arsh bhi sab jhoomne lage sab jhoomne lage main bhi zamin bhi arsh bhi sab jhoomne lage sab jhoomne lage masti bhari nazar se kaho kya sila diya kaho kya sila diya toone teri nazar ne
kya auron mein dekha hai jo hamme nahin paaya aa aa tumne hamaare hote auron se dil lagaaya waada hamse kiya dil kisi ko diya waada hamse kiya dil kisi ko diya bewafa ho bade hato jao piya bewafa ho bade hato jao piya waada hamse kiyaa tumko zulfon ki jannat milegi kahaan husn ki tumko ulfat milegi kahaan dekh lena palat kar yahin aaoge tum hamaari adayein kahaan paoge aaaa aaaa aaaa bin hamaare kahaan lag sakega jiya bin hamaare kahaan lag sakega jiya bewafa ho bade hato jao piya bewafa ho bade hato jao piya waada hamse kiyaa ab wo pehli nazar ke iraade kahaan umr bhar saath rehne ke waade kahaan saare tewar tumhaare nikal jaayenge tum jo badle to hum bhi badal jaayenge aaaa aaaa aaaa phir na kehna kabhi humse badla liya phir na kehna kabhi humse badla liya bewafa ho bade hato jao piya bewafa ho bade hato jao piya waada hamse kiya dil kisi ko diya bewafa ho bade hato jao piya bewafa ho bade hato jao piya waada hamse kiyaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aankhon Aankhon Mein Har Ik Raat Mubarak Begum 02:58 37553
 
Poster of Mubarak Begum
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mubarak Begam
Duration : 02:58   Song Number : 37553   

Bahut Khoobsurat Hain Aankhein Sushila (1966) 03:19 36983
 
Poster of Sushila (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
C Arjun
On Screen Actors- 
N/A
Duration : 03:19   Song Number : 36983   

Bemuravat Bewafa Sushila (1966) 03:39 16481
 
Poster of Sushila (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
C Arjun
Singer- 
Mubarak Begam
On Screen Actors- 
Prem Nazir, K R Vijaya
Raag- 
Sankara
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:39   Song Number : 16481   

Chah Karni Thi Chah Kar Baithe Punar Milan (1964) 04:21 38237
 
Poster of Punar Milan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
C Arjun
On Screen Actors- 
Shashikala, Ameeta
Duration : 04:21   Song Number : 38237   

Devta Tum Ho Daera (1953) 06:40 13016
 
Poster of Daera (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Kaif Ali
Music Director- 
Jamal Sen
Duration : 06:40   Song Number : 13016   

Ek Hi Rishta Maa Ka Rishta (1954) 03:31 38869
 
Poster of Rishta (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Pt Phani
Music Director- 
Datta Korgaonkar
Singer- 
Mubarak Begam
Duration : 03:31   Song Number : 38869   

Farishton Ki Nagri Mein Hamari Yaad Aayegi (1961) 04:32 19108
 
Poster of Hamari Yaad Aayegi (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Snehal Bhatkar
On Screen Actors- 
Ashok Sharma, Tanuja
Duration : 04:32   Song Number : 19108   

Ghir Ghir Aaye Badarwa Kaare Dak Babu (1954) 03:06 40940
 
Poster of Dak Babu (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Dhani Ram
Duration : 03:06   Song Number : 40940   

Hum Haal E Dil Madhumati (1958) 03:32 13643
 
Poster of Madhumati (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Mubarak Begam
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:32   Song Number : 13643   

Itne Kareeb Aa Ke Bhi Shagoon (1964) 03:22 37581
 
Poster of Shagoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam
Duration : 03:22   Song Number : 37581   

Jab Ishq Kahin Ho Jata Arzoo (1965) 08:52 37913
 
Poster of Arzoo (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Adana
Duration : 08:52   Song Number : 37913   

Kabhi Tanhaiyon Mein Hamari Yaad Aayegi (1961) 02:33 15600
 
Poster of Hamari Yaad Aayegi (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Snehal Bhatkar
Singer- 
Mubarak Begam
On Screen Actors- 
Tanuja, Ashok Sharma
Raag- 
Palasri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:33   Song Number : 15600   

Main To Ho Gayi Re Badnaam Sunehri Nagin (1963) 04:27 37958
 
Poster of Sunehri Nagin (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Vedpal Sharma
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Duration : 04:27   Song Number : 37958   

Mere Aansuon Pe Na Muskura More Man Mitwa (1965) 03:31 36734
 
Poster of More Man Mitwa (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Priyadarshi
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Mubarak Begam
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Tanuja
Duration : 03:31   Song Number : 36734   

Mujhko Apne Gale Laga Lo Hamrahi (1963) 03:39 11874
 
Poster of Hamrahi (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Jamuna
Duration : 03:39   Song Number : 11874   

Neend Udd Jaaye Teri Juari (1968) 04:58 38759
 
Poster of Juari (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Nanda, Tanuja
Duration : 04:58   Song Number : 38759   

Nigahon Se Dil Mein Chale Aaiyega Hameer Hath (1964) 03:22 39891
 
Poster of Hameer Hath (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Sanmukh Babu
Singer- 
Mubarak Begam
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 03:22   Song Number : 39891   

Saaqiya Ek Jaam Neend Hamari Khwab Tumhare (1966) 03:34 39867
 
Poster of Neend Hamari Khwab Tumhare (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Duration : 03:34   Song Number : 39867   

Teri Nazar Ne to Kafir Bana Diya Fariyad (1964) 03:19 39915
 
Poster of Fariyad (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Snehal Bhatkar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Zeb Rahman
Duration : 03:19   Song Number : 39915   

Waada Humse Kiya Saraswatichandra (1968) 04:10 40388
 
Poster of Saraswatichandra (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mubarak Begam
On Screen Actors- 
Nutan, Manish
Duration : 04:10   Song Number : 40388   
Karaoke Songs of mubarak begam, Sad Songs of mubarak begam, Love Songs of mubarak begam, Dance Songs of mubarak begam, Hip-hop songs of mubarak begam, Best songs of mubarak begam, Super hit songs of mubarak begam, hit songs of mubarak begam, duet songs of mubarak begam, solo songs of mubarak begam, old songs of mubarak begam, famous songs of mubarak begam, Hindi Karaoke Songs of mubarak begam, Hindi Sad Songs of mubarak begam, Hindi Love Songs of mubarak begam, Hindi Dance Songs of mubarak begam, Hindi Hip-hop songs of mubarak begam, best Hindi songs of mubarak begam, super hit Hindi songs of mubarak begam, hit Hindi songs of mubarak begam, duet Hindi songs of mubarak begam, solo Hindi songs of mubarak begam, old Hindi songs of mubarak begam, famous Hindi songs of mubarak begam, Sing Along Songs of mubarak begam, Sing Along Sad Songs of mubarak begam, Sing Along Love Songs of mubarak begam, Sing Along Dance Songs of mubarak begam, Sing Along Hip-hop songs of mubarak begam, Sing Along Best songs of mubarak begam, Sing Along Super hit songs of mubarak begam, Sing Along hit songs of mubarak begam, Sing Along duet songs of mubarak begam, Sing Along solo songs of mubarak begam, Sing Along old songs of mubarak begam, Sing Along famous songs of mubarak begam